Monday, June 9, 2008

oose chhatpatate huye karahate huye dekha
kareeb jaane par osme se ochshrinkhalta ki boo aa rahi thi
jindagi hairan hai ,pareshan hai....
shaid yah soch ki -insan kya chahta hai osse
tran pane ki ootkantha sahit jal rahi is sansar me...
kitne ajeeb unsulghe log...
jindagi bhikh mang rahi maut ki osse..
aur insan bamaksad bhatak raha astitwahin anukulta ki aas me
antatah mar gai jindagi ....
insan ko youn hi chhodh,,,,,
TAB SE INSA OSKI KHOJ ME HAI....

No comments: